This website stores cookies on your computer. These cookies are used to improve your website experience and provide more personalized services to you, both on this website and through other media. To find out more about the cookies we use, see our Privacy Policy. We won't track your information when you visit our site. But in order to comply with your preferences, we'll have to use just one tiny cookie so that you're not asked to make this choice again.

The ultimate baritone: Amitabh Bachchan’s most memorable 75 dialogues

From light-hearted comedies to action-packed masala movies, from experimental cinema to song and dance dramas, Amitabh Bachchan the superstar of the millennium has done it all. As the actor turns 75, here’s a look at his 75 most popular lines.

 

1. Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah. —Shahenshah

2. Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa. - Laawaris

3. Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tahrah khade raho - Zanjeer

4. Paisa kya hai, sirf ek number na. - Teen Patti

5. Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. Uske BAAD, uske baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga. - Deewar

6. Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon. - Trishul

7. Angrezon ke zamaane ke jailor, aur itni ghabrahat? - Sholay

8. Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho. - Sharaabi

9. Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain. - Sharaabi

10. Meri history janta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain. – Department

12. Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain. - Deewar

13. Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai. - Don

14. Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne padti to shadab ho bhi sakti thi. - Kabhie Kabhie

Source: hindustantimes

Share This Post

related posts

On Top